4.4 C
New York
Thursday, December 12, 2024

Buy now

Best Hindi love shayari in English

love shayari

Everyone falls in love. Some know how to express there feelings but some don’t. Here are best Hindi Shayari in English. You can use them as facebook status or for sms.

“Zindagi me kabhi pyar mat karna,
Hojaye to inkar matkarna,
Nibha sako to chalna usi ki rah par,
Warna kisi ki zindagi barbad mat karna.”

“Dil ki aawaz ko ejhaar kehtay hai,
jhuki nigahon ko ekraar kehtay hai,
sirf paanay ko naam ishq nahi,
khuch khonay ko bhi pyar kehtay hai. ”

“aap dono ki Jodi kabhi na tutay,
khuda karay ki aap ek dusray se kabhi na ruthay
Yahi ek hokar aap zindagi bitayein
ki  aap dono se khushiyon k ek pal bhi na shutay.”

“hathon mein ulfat ka naam hota hai
aakhon mein jhalakta jam hota hai,
khanjar ki zarorat hai yahan kisay…
jaha nazaron se katlay aam hota hai.”

“nadangi ki had toh dekho mere sanam ki…
e doston mujhe kho kar mera jaisa khoj rahi hai…”

“Pyar aa jata hai en aakhon mein ronay se pehlay,
har khwab tut jata hai sonay se pehlay,
mahobbat ek gunah hai yeh toh samaj gaye,
kaash koi rok leta yeh mahobbat honay se pehlay.”

“Zindagi ek din ki hai, ek din aapkay hak mein
ek din aapkay khilaaf, jis din hak mein ho gurur mat karna
aur jis din khilaaf ho, thoda sa sabar jaror karna.”

“kuch sochu toh tera khyal aa jata hai,
kuch bolu toh ters naam aa jata hai,
kab talak bayan karu dil ki baat,
har saans mein ab tera ehsaas aa jata hai.”

“Zindagi hasina hai esay pyar karo,
har raat ki nayi subaah ka intezaar karo,
wo pal bhi aayega jiska aapko intezaar hai,
bas apne rab par bharosa aur waqt par aitbaar karo…”

“Dil hi dil mein hum unse pyar karte hain,
Chup-Chup unki mahobbat ka intezaar karte hain..”

Vanya
Vanya
A Blogger, speaker, and Chef! Vanya has done MBA from London Business School. Working in the Corporate industry since 2017. Vanya love to travel and try new cuisine.

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
13,361SubscribersSubscribe
- Advertisement -

Latest Articles